Seo Kya Hai Aur Kaise Kaam Karta Hai: Hello Dosto meri ek or ney post me aapka swagat hai, aaj Me bat karne wala hu Seo Kya Hai Aur Kaise Kaam Karta Hai iske bare me, sabse pehle ate ahi seo kya hai, Seo ka Full From Hota hai Search Engine Optimization,ehap sabse pehle ata seo ( Search Engine Optimization) ka joruot kaha hoti hai...
Seo Kya Hai Aur Kaise Kaam Karta Hai Puri Jankari Hindi Me
agar apne blog ya website banaya hai to aap jorur sochte honge apke blog ya website pe traffic kon kon se tarike la sakta hai...sabse pehle ho sakta hai....- Apne dosto ko aap ki site ke bareme bataye
- apne website ke link ko dosto ko sms kore
- social network par apne link ko share kore
- email pe apne link ko share kore
- or sobse last me ata hai Google Adword ya dusre ad network me apne site ka Advertisement kore
Search Engine yani Google,Yhoo,Being,Yandex or bhe bohot sare Search Engine hai jishe apne blog ya website par traffic la sakte ho... lekin ish Search Engine me traffic lane ke liye SEO Yani Search Engine Optimization ki zarurat porti hai....
To dosto sobse phele jan lete he ki Search Engine keya hai ?
- Search Engine ek esha platform hai pure world ki Website or page ko index karta hai...ishme jiskha contain sobse boriya hai or SEO friendly hai ushi basses par web page ko search engine index korta hai...but har search engine ka alag apna apna rul hota hai....ish meshe sobse popular Search Engine hai Google...or yea aaj ke din me use korne wala sobse popular Search Engine hai...World ki 46.3% lok ishe use korte hai...
iske sath meri ish article ko bhi podhe
Tor Dosto seo ka jo motlob ehape banta hai...apne page ko ishi tora Optimize kore jishe borhe borhe Search engine apki blog/website ko index kore...or search engine me higher se higher rank kore or apne competitor se zada upor apne website ko rank kore...
ehape Seo ke do Types hai ....
- On page SEO
- Off page SEO
- On page Seo kya hai?
- Off page SEO Kya hai?
or bhi bohot sare tarika hai jishe site ko rank korwa sokte ho....jasheki...apne site google or Dusre borhe search engine par apne blog/website ko submit korna, apni website ki sitemap ko generate korke Search engine me submit korna,Dusre ke website me jakar apne website ka link dekar Gest post Likhna or article ke sath apke web site ka link chor dena,
or bhi bohot sari achi achi Backlink Generator tools apko internet pe mil jaienge, jishe ki aap apne website ke liye easily bohot sare backlink generate kor sokte ho....ishke ilaba aap Feed Submission,
Directory Submission or blog Submission korke apne web page ki quality backlink banasokte ho... or apne website ko jold hi search engine me #1 pe rank korwa sokte ho...yea sob kus Off Page seo ke under ata hai...
Free me seo keise Sikhe?
agar aap free me seo sikhna cahateho to aap do tarika se easily seo Sikh sokte ho...pehela wala hai blog ya website par artical porke... or dusra wala hai YouTube par... YouTube seo sikhna bohot hie ashan hai...kus bore YouTuber apko practical me apne keyword ko rank korke dikhate hai...or Bohot achi achi seo Tutorial leke ate hai....
To friend eahi hai seo ki kus main chis....agar Friend apko ish Seo Kya Hai Aur Kaise Kaam Karta Hai Puri Jankari ke bareme kus bhi Somojhneme kus bhi problem hai to app comment kor Sokte ho...me jold hi reply dunga....
Post a Comment
Post a Comment