Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me

Hello Dosto aaj me bat korne wala hu Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me, aaj ke din me bhi bohot sare internet user ko bata nehi hai web hosting kya hai, kesi kam korta hai,web hosting kahase kharidna chiye, konsa Web hosting khoridna chiye, agar friends aap bhi ish web hosting ke bareme janna chhateho to puri post ko achi torase pore….

Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me

Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
 
agar dosto aap bhi ek professional blogger banna chateho to aapko Web Hosting ki puri knowledge Honi chiye… maine ehape web hosting ke bareme stape by stape puri jankari dene wala hu
 
#1 Hosting Kya hai?
dosto ehape web hosting ke bareme bola jaye to Web Hosting ek service hoti hai, jishme web hosting ki company apko Storage deti hai… jahape apne website ke related Docoment,image,video or kohibhi file store kor sokte ho….
 
jish prokar hum kohibhi file apne Computer me save korte hai, ushi torha hume web hosting company hume apne server me spce deti hai jahape hum apni web site ke related kohibhi file ush server me store korke rakh sokte hai…or iske sath me milta hai ek internet connectivity jishe othe computer apne file ko acess kor sakhe…
 
#2 Web Hosting Kam kaise korti hai?
Web hosting service apki file ko ek web hosting server me store kor deti hai…job kohibhi user apki web site ko khole ne ke kousis korti hai/apne browser par apki domain ko type korke web site ko accesses korte hai  tob oh web hosting server apke file ko uske browser tok pouch deti hai…jishe user apki web site ko ashanishe apki website ko Dekhpati hai… 
 
#3 Hosting Kitne types ke hoti hai?
  1. Shared Hosting
  2. VPS Hosting
  3. Dedicated Hosting
  • Shared Hosting kya hai?

Ehape share hosting me 100 se 1000 to website 1 hi server me stored hosti hai…or Shared hosting low price me mil jata hai…ishi liye jdatar user jiski website me traffic kom hoti hai oh shared hosting ki use korti hai…

me apko recommend korunga ki agar apki website par jada traffic nehi hai ya to aap neya website start kor rehe ho to aap shared hosting ko hi le…
or Shared hosting me problem yea hoti hai ki ye jada traffic sambhal nehi sokti, or ek sath bohot website ek hi server pe host hone ki wajashe website ki performance me fork dikhai deti hai …
  • VPS Hosting

VPS hosting ki full form hoti hai Virtual Privet Network, Vps hosting me ek server ko kafi sare server me divided kor diya jata hai… or ishme sob web site ko ek virtual server de diya jata hia

or user ko virtual root access diya jata hai…
asi website jishe zada control ki jorurot hoti hai…or jada paisa invest nehi kor sokta hai iye hosting unke liye best option hota hai, lekin VPS Hosting ki price shared hosting se zada hoti hai,
  • Dedicated Hosting

Dedicated Hosting me ek hi server hoti hai, ishme ek server me ek hi website ko host kiya jata hai…Dedicated server me puri torase control milta hai… or sath me bohot hi acha performance apko ishe Dedicated Hosting me milta hai…or iske sath apko server ki full control apko milta hoi…

iski price bohot hi jada hai…
 
#4 Web Hosting Kaha Se Buy Kare?Dosto me apko best 3 hosting provider website ke link dene wala hu… jahape aap jakar web hosting kharid sokte ho…yeh sob trasted website hai…
  1. Bluehost
  1. HostGator
  1. GoDaddy

 
Dost agar apko Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me iske bareme kohibhi problem hai or iske bareme kus puchna chathe hai to aap comment korke puch sokte hai…

1 thought on “Web Hosting Kya Hai Puri Jankari Hindi Me”

Leave a Comment